Thumbnail for महाभैरव स्तोत्र साधना एवं सिद्धि।मारण तंत्र काट।दुष्ट शत्रु मारण।#kaalbhairavjayanti #navratri2024 by गृहस्थ तंत्र

महाभैरव स्तोत्र साधना एवं सिद्धि।मारण तंत्र काट।दुष्ट शत्रु मारण।#kaalbhairavjayanti #navratri2024

गृहस्थ तंत्र

14m 50s3,180 words~16 min read
Auto-Generated

[0:00]Jai Maa Vindhyavasini Har Har Mahadev aap sabhi ka swagat hai hamare YouTube parivar mein. Maran Tantra ka vishesh karke nash karne hetu apne parivar apne ghar ka purn roop se har tarike se rakshan hetu. Kisi bhi tarike ka bada se bada vicharik prayog kiya gaya ho un sabhi se rakshan hetu bhoot bhoot mein koi aap tantra prayog na kar paye uske hetu in sabhi chiz ke liye Mahabhairav anushthan ati mahatvapurn hota hai. Is anushthan ko karne ka kya niyam hai kaun ise kar sakte hain kise nahi karna chahiye iske kya dushparinam ho sakte hain in sabhi chizon ko achhi prakar se sunkar jaan karke tab karna chahiye. Kyuki yah atyant teevratam anushthanon mein se ek hai. Is chiz ko kisi jankar se agar aap karwate hain to ati uttam hai agar aap samarthshali hain to kisi jankar se karaye. Shatru kuch aise vichar kar dete hain ki samne wale vyakti dhan se pure tarike se heen ho jata hai. Dhanna hone ke karan woh kisi or ke madhyam se nahi karwata hai. Isi baat ko dhyan mein rakh kar ke aur kyunki maran tantra hota hai us prakar ke shudra vidyao ka prayog hota hai ki woh samanya pujan path karke in sab chizo se nijat nahi mil pata use. Isi baat ko dhyan mein rakh kar ke aaj ka yah video bana rahe hain. Taaki aap log bhi use kar sake lekin kin kin niyam ko palan karna hai kaun sa zaruri baat hai in sabhi chiz ko jaan lijiye tab ise kijiye. Sabse pehla baat ye ki aap ye 100 pratishat confirm ho ki aapke upar mein abhi char tantra ka prayog hai. Medically aapko problem nahi hona chahiye aapko medical problem hai aap tantra ke dvidha mein fase hue hain mastishk mein ghoom raha hai ki nahi tantra prayog hai dikkat ho jayega aisi awastha nahi honi chahiye. Achhe jankar vyakti ke madhyam se aapko pata chal gaya ho aur aapko bhi pura 100% confirm ho ki tantra ka prayog hai aur aapko chhutkara nahi mil raha hai. Lambi bimari hai bimari chal rahi hai sharir ke kisi bhag mein bahut adhik pareshani hai medically jo hai report bahut bar shuru mein normal aaya baad mein usme pareshani aane lagi tantra ka lakshan aapko dikhayi de raha hai to iska prayog kare. Aap is prayog ko karne se pehle anya samanya prayogon ko karke dekh chuke ho seedhe isko nahi karna hai. Ya to koi jankar vyakti aapko bol raha hai aapki awastha ko dekh kar ke to kare nahi to aap kahi dikhaye sunaye pehle dekh le. Ye aapke liye antim rasta hai kyuki ye bahut teevra hai aur sath mein isme kuch aisi chize hain aisi prayog kiye gaye hain jisko ki samanyata nahi karna chahiye. Isliye jab koi rasta nahi dikh raha ho tab is chiz ko karne ke liye soche. Teesri baat ki agar aapke ghar mein koi bhi kabhi bhi aapke pitar purvajo ke dwara pehle ke samay ke kisi vyakti ke dwara kisi bhi prakar ki koi shamshani shakti ghar mein pujit ho gayi hai. Aur unko pooj liya gaya hai aapki jankari mein hai ki woh poojit hai to aur uske upar se aap abichar se peedit hain. Toh dhyan rakhe is baat ka ki is prayog ko karne ke baad se unko bhi kasht pahunch sakta hai baad mein unko fir se aapko manana padega to ek jankar vyakti ki avashyakta waha pe aapko padegi. Spasht roop se in sabhi baato ko bata de rahe hain. Is prayog ko jab bhi bhi karenge सर्वप्रथम isko siddh karna hota hai. Siddh karne ke baad hi prayog karna chahiye paristhiti vikat ho sakti hai waise avastha mein jo hai prayog kiya jana kar sakte hain lekin kisi se margdarshan lekar ke. Is prayog ko jab bhi aap jab siddh bhi karenge use siddh karne ke liye dekhiye kyunki aap abichar se already peedit rahenge to prayas kare ki siddhi ka vidhan Shiv ji ke mandir mein ho to ati uttam rahe. Ya Bhagwati Kali ya Durga ji ke mandir mein karte hain to bhi uttam rahega. Lekin ghar mein prayas kare ki isko siddh na kare agar koi upay nahi bachta hai mandir nahi aap aise jagah pe hain jahan nahi vyavastha baith pa raha hai to hi kijiyega nahi to iska prayog iska siddhi vidhan jo hai woh mandir mein sabse pehle karenge. Dusra chiz hai ki pratidin isme jab se aap is anushthan ko uthayenge tab se lekar jab tak ye purn nahi ho jata tab tak prarthana aapko Shiv ji ka yathashakti abhishek karna hai. Agar aap saksham hai doodh se abhishek karne mein to kam se kam doodh se roz abhishek kijiye doodh mein thoda sa misri mila kar ke do bar abhishek karna hai pehla abhishek pooja shuru karne se pehle dusra abhishek pooja pura ho jayega us din ka anushthan aap kar lenge uske baad unka abhishek ati zaruri hai. Aur usme misri zarur mila hona chahiye meetha doodh se abhishek karenge doodh jal aur misri teen chiz ko mila kar ke belpatra samiji ka patra Shiv ji ke upar zarur chadhaenge. Yeh vidhan aapko zarur karna hai. Dusra chiz hai Shiv ji ke pass mein ek ghi ka deepak bhi pujan shuru karne se pehle jala dena hai is baat ka bhi aap dhyan rakhenge. Iske siway Bhagwati ko Maa Jagadamba ko ek pushp lekar ke koi bhi lal rang ka pushp lekar agar aap Shiv mandir mein kar rahe hain to Parvati ji ki murti hoti hai. Agar Parvati ji ki murti bhi nahi hai to Shiv ji ka hi Parvati ji ka swaroop hai to ek lal pushp lekar ke Maa Bhagwati ka jab pooja pura ho jayega uske baad 108 naam lekar ke aur yah bol kar ke ki hey Bhagwati Jagatjanani Jagadamba aap jo hai mere is pooja ko swikar kar lijiye is pushp matra se aap prasann ho jayiye. Aur jo vidhi vidhan hum abhi mantra ka karne kiye hain usme agar koi dosh lag raha ho to us dosh se mujhe mukt kar dijiye. Yeh bol kar ke arghy ke upar mein pushp zarur rakh denge yeh do kaam ho gaya. Teesra kaam ekdam karna hi karna hai woh hai ki kutton ko bhojan karana jo aap karwa sake biscuit khilayye roti khilayye aap log doodh roti khilate hain woh khilayye ekdam karna hi karna hai pratidin doodh roti ya roti ya biscuit kutto ke pet mein jana hi chahiye. Unko bhi zarur aapko khilana hai uske baad hi aapko khana khana hai. Yeh sabhi chize isliye taaki mantra ka is paath ka in sabhi vidhano ka koi tiryak prabhav na pade aur devta ki kripa aapko puran roop se prapt ho kyunki yah ati teevra sabar mantra hai. Bahut hi tikhshan sabar mantra hai in sabhi baato ka aapko vishesh roop se dhyan rakhna hai. Aur iska prayog vidhan isliye aap sabhi ke samaksh rakh rahe hain siddh aur prayog vidhan taaki aap saksham ban kar ke jo bhi dusht vyakti aapko sata rahe ho unse aapko mukti mil sake aap sanatan ke liye karya kar sake apne dharm ki raksha kar sake swayam ghar parivar ki raksha kar sake. Isliye simit matra mein rehte hue aapko yah vidhan batane ka aaj hamara prayas rahega. Aap sabhi se nivedan hai channel ko zarur subscribe kare video ko like kare aapke prashn ho to comment kare Telegram group ka link siddh sabri vidya dusre YouTube channel ka link sabhi kuch description mein diya hua hai waha bhi aap sabhi avashya jude. Baat karna chahe to CM for call app ke madhyam se aap call karke baat bhi kar sakte hain.

[6:17]Ab iske vidhan ko kaise karna hai use jaan lijiye. Ghar mein is vidhan ko pehle nahi karna hai siddh karne ke liye vidhan jo lagega usme सर्वप्रथम Bhairav ji ka tantrokt yantra. Kisi vidwan vyakti se aap banwa sakte hain vidhi vidhan se agar nahi banwane ki kshamta hai to koi dikkat nahi hai Shiv ji ke mandir mein aap is vidhan ko karenge waha par Shiv ji ke pass mein aap roj mantra jap ka samarthan karenge. Theek hai mala isme aapko Rudraksh ki sphatik ki ya kali hakeek ki teeno mein se koi bhi jo bhi lijiyega dhyan rakhiyega ki asli ho sahi ho. Gomukhi isme jo hai aapko lal rakhna hai vastra isme jo hai aapko lal ya peela dono mein se koi bhi rakh sakte hain asan kusha ka ho sakta hai lal ya peela kambal ka bhi asan ho sakta hai. Disha aapka isme mandir mein jab baithenge to dakshin disha ko chhod kar ke kisi bhi disha mein apna mukh aap rakh sakte hain. Deepak isme jo prajwalit karna hai woh ek ghi ka deepak Shiv ji ke liye shuru mein jo bole hain prajwalit karne ke liye aur ek sarso tel ka deepak thoda bada size mein jo ki thoda der tak jal sake woh Bhairav ji ke naam se jalega. Bhog isme jo nit lagana hai kuch bhi meetha bhog aap mithai laga sakte hain besan ke laddu laga sakte hain boondi ke laddu pancha mewa jo aap aapki kshamta mein ho woh bhog aap lagayenge pujan ke baad bhog waha pe log jo bhi unko bhi baat sakte hain swayam bhi kha sakte hain. Yeh sabhi prakriya rahegi nitiki path kaise karna hai siddh siddh ka vidhan kaise use jaan lijiye. Link hum de denge ek PDF ka usko download kar lijiyega print out nikalwa lijiyega. Usme strot hai Batuk Bhairav strot us strot ko Mahabhairav mantra se samput karna hai. Samput karne ke liye jo Mahabhairav mantra hai Mahabhairav mantra ka bhi ek link diya gaya hai. Is video ke description mein use dekh lijiye usko pehle siddh karna hota hai yani ki do siddhiya do prakar ke anushthan isme honge pehla Mahabhairav mantra ke liye aur dusra strot ke liye. Toh Mahabhairav mantra ke liye sara vidhi vidhan Shiv mandir mein isi prakar se rahega kam se kam aap 11 din tak karenge. Kab se karna hai Krishna paksha ki ashtami ya amavasya tithi se aarambh karke 11 din tak aap nitya 11 mala jap karenge Shiv ji ke mandir mein Mahabhairav mantra ka. Mahabhairav mantra ka jap karne se pehle aap aasan par baith ke guru guru ka smaran jo bhi paath aap karte ho samanya woh karke tab uska 11 mala jap karenge aur Shiv ji ke upar us mantra ko samarpit kar denge 11 din tak aap ye kiye. 11 din jab yeh purn ho jayega uske baad fir agla Krishna paksha ashtami se ya jo bhi shubh tithi pad rahi ho Shivratri ittyadi jo masik Shivratri padti hai usme. Us din se aap is strot ka path aarambh karenge is path ko karne ke liye aapko pratidin jo hai 11 kali mirch leni hai agar aap 11 path kar rahe hain to agar paanch path karna hai to paanch kali mirch lena hai. Dhoop deep isi prakar se prajwalit kar lena hai bhog ittyadi Shiv ji ke pass laga dena hai Bhairav ji ka smaran karte hue unka dhyan karte hue fir isme jo path ki vidhi di gayi hai jo path pura diya gaya hai viniyog kar ke aap path apna aarambh karenge. Path ek path jaise paanch path karna hai aapko to ek path kiye kali mirch hath mein liye path pura kiye Shiv ji ke arghy pe rakh diye dusra kiye fir arghy pe rakh diye aise karke aap paanch path karenge fir Shiv ji ko fir se doodh ka abhishek karenge. Dhyan rakhe hum shuru mein bhi bole hain doodh ka abhishek do bar karna hai agar aap ek lota doodh le gaye hain usme aap jal bhi mila sakte hain aisa nahi ki pura 1 kilo doodh leke chale jana hai. Aap doodh jal aur misri teen chiz mila kar ke rakhenge usme chahe to kevda jal gulab jal mila ke sugandhit bhi kar sakte hain aur achha rahega to aadha lota doodh pehle aap chadha dijiye do lota rakh sakte hain ek chhota lota ek bada lota. Bada lota wala doodh jo hai chhote mein dale bhar ke ek lota doodh Shiv ji ke upar acche se abhishek kiye prarthana karte hue mantra paath karte hue fir jo hai apna path pura pura kiye jo Mahabhairav strot jo bole hain pura uske baad puna ek lota doodh Shiv ji ke upar chadhaenge baki sabhi ko snan karayenge aur shuddh jal se snan kara karke kshama yachna karte hue fir bahar niklenge prasad jo hai logo ko batenge. Kutto ko jo hai biscuit ya jo bhi chiz aap khilana chahe woh khilayenge uske baad prasad swayam khayenge ghar aakar ke fir aap samanya kaam karenge. Yeh kaam aap subah ke samay karenge to ati uttam hai ya sham ke samay bhi chahe to kar sakte hain lekin sham ke samay fir doodh chadhane milega ki nahi us mandir mein woh chiz ka pata kar lijiyega. 21 din ka anushthan kam se kam aapko karna chahiye pratidin jo hai paanch path aapko karna hai. Paanch path 21 din tak karenge to yeh strot aapke liye mahasiddh vajra ke saman ho jayega aur bahut teevra prabhav dene wala hai. Path karenge to aap dekhenge kyuki sabar mantra hai to isme ati klish sabar mantra ka prayog kiya gaya hai aur maran sambandhit isme mantra bhi hai. Isliye dhyan rahe ki iska durupyog nahi hona chahiye aisa aap bilkul jaan kar ke agar karte hain kisi ko hani pahunchane ke liye karte hain to dikkat hai. Yeh chiz sabhi ke samaksh rakha ja raha hai ki log apni raksha kar sake bahut kasht hai vipatti hai rote hain to har koi ko personally dene mein aur sabhi log pahunch bhi nahi pate hain hum tak ki baat ho paye. To isliye isko sarvajanik roop se ek simit matra mein diya ja raha hai bataya ja raha hai ki kis kis vidhan ko karna hai agar aap galat karenge koi sankalp lekar galat karya kar diye krodh mein aakar ke laluch mein aake kisi bhi karan se kisi ko hani pahuncha dete hain to dhyan rakhe ki bahut teevra devta hai Bhairav turant dand dete hain to dand ka patra nahi ban raha hai. Agar aapko kasht hai to hi isko kare agar aapke upar mein maran prayog ittyadi kiya gaya hai to kare. Baki samanya log apne bhavishya mein suraksha ittyadi ke liye isko siddh karke rakh sakte hain. Aap isko siddh kar sakte hain siddh karne ki vidhi yahi rahegi siddh karke ise rakh lijiye kabhi bhavishya mein avashyakta pada to uska prayog kare. Nahi to siddh karne ke pashchat pratyek amavasya ya Krishna paksha ashtami ko ekad path ghar pe kar sakte hain nit path tabhi karna hota hai jab aapko aapko pata chale ya lage ki tantra vichar ki sthiti bani hui hai. Is puri prakriya mein jab bhi aap anushthan karenge do anushthan pramukh hain pehla Mahabhairav mantra ka jiska link diye hain usko pura sun lijiye ga keval usme jo mantra hai usko dhyan de dijiye. Jo Mahabhairav mantra hai uska aapko 11 din tak pratidin 11 mala jap karna hai ya paanch mala jap karna hai aur woh jab ek anushthan purn ho jayega uske pashchat puna aapko is pure strot ka anushthan karna hai strot ka anushthan jo hai pratidin paanch path karke karenge. Yeh chiz hum bataye isko yaani ki do anushthan hoga aur prayog kaise hoga jab aapka ek ek bar yeh dono anushthan pura ho jayega to aap jab path karna shuru karenge ghar mein to ghar mein path aisa hoga ki pehle ek mala Mahabhairav mantra karenge fir paanch path is strot ka karenge fir ek mala Mahabhairav mantra ka karenge. Is prakar se aap ghar mein karenge aur ghar mein jab kabhi bhi siddh karne ke liye prayog karte hain matlab kisi prayog ko karne ke liye path ko karte hain to tambe ke lote mein shuddh Ganga jal go mutra kusha aur Tulsi patra. In charo paancho chizo ko usme mila kar ke rakh lena hai jab tak path chalega woh samne rahega uske pashchat jo bhi vyakti peedit hai abichar se tantra se bhoot pret pishach se usko woh jal pilana bhi hai uske upar chhidakna bhi hai pure ghar mein bhi chhidakav karna hai pure andar se bahar tak ghar ke chaukhat pe bhi acche se chhidakav karna hai. Yeh kaam aapko nit karna hai ghar mein bhi yeh karya aap 21 din tak lagatar karenge. Dhuni dene ka iska vidhi alag hai hawan ka vidhi bhi iska alag hai woh fir kabhi bata denge itna prayog aap karenge to kisi bhi prakar ka maran tantra prayog ittyadi ho woh nasht hoga. Bali isme chadhane ka vidhi hai satvik bali to nimbu ka bali isme kam se kam aap pratidin do denge ek Bhairav ji ke naam se dusra Bhagwati Bhairavi ke naam se. Toh yeh bhi aapko kab dena hai jab aap Mahabhairav mantra ka jap karenge to pratidin mandir mein hi bali chadhaenge bali chadhane ki vidhi kya hai seedha nimbu ko katna hai hara nimbu ho kachha nimbu ho jidhar woh ped se lage rehta hai us bhag ko upar rakh ke seedha kata jata hai aap sharbat banane ke liye beech se kaat te hain. Usme kya hai upar se katna hai do tukda karke uske upar roli laga kar ke aur fir samarpit kar dena hai jal se teen bar ghuma kar ke waha jal chhod dena hai. Aisa dono koi ke naam se karna hai aur jab pooja ho jaye to uske baad unko utha ke wahi kahi dev vriksh ke neeche visarjit kar dena hai. Yeh kaam aapko pure sadhna mein karna hai jab aap ghar pe prayog karenge us samay bhi ghar mein iski bali denge to yeh is tarike ka vidhan hai. Itna aap karenge to kisi bhi prakar ka maran tantra prayog ittyadi ho woh nasht hoga. Rin dosh se mukti hetu zarur vidhan kare is is vidhan ko karne ke jab bhi aap is anushthan ko kare uske beech mein pratidin jo hai minimal ek deepak maximum paanch deepak jitna aapka samarth ho Shiv ji ke pass sarso ghi ka zarur jalaye. Aur is chiz ki prarthana kare ki jin se is pure vidhan ki prapti hui hai unke aur hamare beech koi rin dosh na rahe hum dono mein kisi bhi prakar ka rin ka prabhav na pade aur yeh mantra purn roop se jagrat ho safal ho. Ichha ho agar kisi prakar ki anudan karne ki to aap thanks button ke madhyam se de sakte hain ya fir UPI ka link diya hai us madhyam se bhi aap de sakte hain. Aapki ichha lekin is prayog vidhan ka kabhi bhi durupyog na kare is baat ka aapko sahi se dhyan rakhna hai. Aur koi sanshay ho is pure vidhan ko janne sunne samajhne mein to aap Telegram group mein message kar ke baat cheet kar sakte hain.

Need another transcript?

Paste any YouTube URL to get a clean transcript in seconds.

Get a Transcript