[0:00]Yaad rakhiye dost wahi hota hai jiske sath aap khulkar ji sake. Sambhal kar nahi.
[0:10]Dilo mein rehna sikhiye, gurur mein to har koi rehta hai aur kehna hai to muh par kehna sikhiye. Kyunki peeth peeche to har koi kehta hai.
[0:22]Zindagi mein agar aapke chahne wale kam hain to koi baat nahi. Lekin aapse jalne walon ki kami nahi honi chahiye.
[0:32]Nazar bhale samne ho lekin dhyan peeth ka rakhna bhi zaruri hai kyuki shabashi aur khanjar dono wahin par hote hain.



