[0:00]Jab Bharat mein pehli baar iPhone launch hua tha, pata hai kitne ka tha? ₹19,960. Us samay Apple ka share price pata hai kitna tha? ₹175. To aapko lag raha hai yaar iPhone bada mehnnga hai, share bada sasta hai. Aaj dekhein iPhone 16 kareeb ₹1 se ₹1.5 lakh. Apple ka share ₹19,740. Matlab iPhone ka daam kareeb 4-5 guna badh gaya, stock 50 guna badh gaya. Actually isse bhi interesting bataata hoon. Agar har iPhone ke launch pe iPhone na kharid ke aapne Apple ke share kharid liye hote, uski keemat aaj pata hai kitni hoti? ₹8.5 crore.

iPhone vs Apple Shares - Price Zyada par GROWTH kitni?! | Ankur Warikoo #shorts
warikoo
34s99 words~1 min read
Auto-Generated
Watch on YouTube
Share
MORE TRANSCRIPTS


