Thumbnail for Emotional😭Nazam – Syed Salman Gilani Sukhan ka Gohar-e-Nayab Rukhsat ho gaya yaaro by Hafiz Siddiq Hafeez

Emotional😭Nazam – Syed Salman Gilani Sukhan ka Gohar-e-Nayab Rukhsat ho gaya yaaro

Hafiz Siddiq Hafeez

6m 10s216 words~2 min read
YouTube auto captions
Transcript source

YouTube auto captions

This transcript was extracted from YouTube's auto-generated caption track. The transcript below is server-rendered so it can be read, searched, cited, and shared without opening the original YouTube player.

Timestamped outline
Use this transcript
Related transcript hubs

[0:00]Sohana gohar nayaab rukhsat ho gaya yaaron.

[0:08]Hansika aik roshan baab rukhsat ho gaya yaaron. Sohana gohar nayaab rukhsat ho gaya yaaron. Hansi ka aik roshan baab rukhsat ho gaya yaaron.

[0:36]Woh geelani ki jiske dam se bazm-e-fikr-o-roshan thi.

[0:51]Chaman ka woh gul e seraab rukhsat ho gaya yaaron. Hansi ka aik roshan baab rukhsat ho gaya yaaron. Sohan ka gohar nayaab rukhsat ho gaya yaaron. Hansi ka aik roshan baab rukhsat ho gaya yaaron.

[1:34]Adab ki anjuman pe chha gayi hai gehri tareeqi.

[1:50]Charagh-e-mehfil-e-ahbab rukhsat ho gaya yaaron. Hansi ka aik roshan baab rukhsat ho gaya yaaron. Sohan ka gohar nayaab rukhsat ho gaya yaaron. Hansi ka aik roshan baab rukhsat ho gaya yaaron.

[2:33]Wo zinda dil, wo khush guftar, wo shereen sukhan insaan.

[3:32]Muhabbat bantne ka fan jise aata tha duniya mein.

[3:48]Muhabbat ka wo ek mahtaab rukhsat ho gaya yaaron. Hansi ka aik roshan baab rukhsat ho gaya yaaron.

[4:20]Hansi ka aik roshan baab rukhsat ho gaya yaaron.

[4:30]Na ab wo qahqahe honge, na ab wo gulkashaan baatein.

[4:46]Sukhan ka chashma-e-shaadaab rukhsat ho gaya yaaron. Hansi ka aik roshan baab rukhsat ho gaya yaaron.

[5:29]Ziya ke chashm-e-tar se le gaya neenden chura kar wo.

[5:45]Nazar se chheen kar wo khwaab rukhsat ho gaya yaaron. Hansi ka aik roshan baab rukhsat ho gaya yaaron.

Need another transcript?

Paste any YouTube URL to get a clean transcript in seconds.

Get a Transcript