[0:00]Jaante ho Allah ke nabi sakht takleef aur pareshani mein konsi dua padha karte the? Main batata hu. Aap bhi padh lena. Inshallah Allah ke hukum se saari takleefein aur pareshaniyan khatam ho jaya karengi.
[0:11]Aur haan pate ki baat hai, baat sunne ke baad isko share zaroor kar dena. Yaar Allah ke nabi jab bhi pareshan hote na aur jab bhi aapko koi takleef ka samna karna padta to aap hamesha yahi dua farmaya karte the.
[0:23]Ya Hayyu, Ya Qayyum, birahmatika astaghir.



