Thumbnail for Syed Hassan Ullah Hussaini | Kuch Aisa Karde | New Naat 2025 | Official Video | Heera Gold by Heera Gold

Syed Hassan Ullah Hussaini | Kuch Aisa Karde | New Naat 2025 | Official Video | Heera Gold

Heera Gold

7m 49s315 words~2 min read
Auto-Generated

[0:00]Ya Rasool Allah, Ya Habib Allah. Ya Rasool Allah, Ya Habib Allah. Jalwa dikha do Shahe Madina. Jalwa dikha do Shahe Madina, Shahe Madina. Kuch aisa karde mere Girdegar, aankho mein. Hamesha naksh rahe rooy yaar aankho mein. Woh Noor de mere Parwardigar, aankho mein. Woh Noor de mere Parwardigar, aankho mein.

[1:23]Ke jalwagar rahe Rukh ki bahar aankho mein. Kuch aisa karde mere Girdegar aankho mein. Hamesha naksh rahe rooy yaar aankho mein. Unhe na dekha toh kis kaam ki hai yeh aankhe. Unhe na dekha toh kis kaam ki hai yeh aankhe. Unhe na dekha toh kis kaam ki hai yeh aankhe. Ki dekhne ki hai saari bahar aankho mein. Kuch aisa jalwa dikha do Shahe Madina. Jalwa dikha do Shahe Madina, Shahe Madina. Hamesha naksh rahe rooy yaar aankho mein. Nazar mein kaise samayenge phool jannat ke. Nazar mein kaise samayenge phool jannat ke. Nazar mein kaise samayenge phool jannat ke. Ke bas chuke hai Madine ke khar aankho mein. Kuch aisa karde mere Girdegar aankho mein. Hamesha naksh rahe rooy yaar aankho mein. Woh sabz sabz nazar aa raha hai Gumbad sabz. Woh sabz sabz nazar aa raha hai Gumbad sabz. Woh sabz sabz nazar aa raha hai Gumbad sabz. Qarar aagaya yu beqarar aankho mein. Kuch aisa karde mere Girdegar aankho mein. Hamesha naksh rahe rooy yaar aankho mein.

[5:28]Qasam Khuda ki Madinah jinho ne dekha hai. Qasam Khuda ki Madinah jinho ne dekha hai. Qasam Khuda ki Madinah jinho ne dekha hai. Mai dhoond loonga woh aankhe hazaar aankho mein. Kuch aisa karde mere Girdegar aankho mein. Hamesha naksh rahe rooy yaar aankho mein. Pia hai jame muhabbat jo aap ne Noori. Pia hai jame muhabbat jo aap ne Noori. Pia hai jame muhabbat jo aap ne Noori. Hamesha us ka rahega Khumar aankho mein. Kuch aisa jalwa dikha do Shahe Madina. Hamesha naksh rahe rooy yaar aankho mein.

Need another transcript?

Paste any YouTube URL to get a clean transcript in seconds.

Get a Transcript