Thumbnail for MAKE JOKE OF ||MJO|| - THE COURTROOM || PART - 2 by Make Joke Of

MAKE JOKE OF ||MJO|| - THE COURTROOM || PART - 2

Make Joke Of

11m 34s1,293 words~7 min read
Auto-Generated

[0:05]Maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar, maar maar la la de. Pakad jitana hila de. Arre, Kaise chadhau? Kahe hila de jhutham ma pakad ke. Paglu.

[0:20]Killu kaliya. Jo hariyali ugi hai na takle pe. Nuchva ke bahar bikwa denge. Kahe mari thi tippis ko? Pita tha maar pita tha maar pita tha, pita tha, pita tha, pita tha, kaid bata kyu nahi samajh mein aata kaise batae. Humko yaar ye nahi samajh mein aata hai. Ye chimarkhi aadmi. Aise danav aadmi ko peet kaise sakta hai. Chimarki nahi hai ab. Nahi tum bahut bade wale pehelwan ho. Haan. Tumhare samne khali fail. Ha ha ha ha ha. Ae idhar tum. Tumhare paas koi saboot hai ki inhone tumko tippi nahi mari thi, peeta tha. Saboot nahi hai.

[1:08]Dawa. Hain. Saboot nahi hai. Gawa hai. Bulao gawa bulao. Gawa bulao. Ae huru. Chalo aao khade ho ke. Ye kya tha. Gawa bula re. Gawa bula rahe ho, kutta bula rahe ho? Aise bulaya jata gawa. Wo kaise bulaya jata? Beta insano ke tarike hajir ho karke bula le. Aise ab nahi bula pate yaar, ae chalo tum ao yaar. Ae. Tum baitho. Tum baitho hilna nahi. Tum baitho kaide mein bulao. Are yaar. Gajak patti wale hajir ho. Wah teri.

[1:47]Arre aao Maharaj choro ho baithe. Aye. Aa rahe.

[1:57]To batao inhone hume kaise mara tha. Danda lao. Kae. Kaise batae kaise mara tha. Gadhe ho kya bilkul? Gadhe ho kya bilkul? Gadhe ho kya bilkul? Nahi. Arre yaar tum ye batao. Killu Galiya ne, sorry Gilla Galiya ne. Mai naam ke sath na khelna. Arre. Arre yaar, tum ye batao inhone inko mara tha ki nahi mara tha? Batao. Mara tha. Lekin humne tippi mari thi. Tum ye batao ki inhone tippi mari thi ki peeta tha. Na peetim tha na tippi me tha. Hain. Do teen jhapar mare the jo humne dekha tha bhaiya. Sahi batae nahi to jhooth ka kahe de. Jhooth kaye kahoge yaar tum bewakoof ho bilkul. Arre, peetai mano. Tippi to nahi thi, peetai mano. Ae. Ek hint de. Nahi. Le lo case ek second me hal ho jaayega. In dono mein se koi ek jhooth bol raha hai. Saaf karo apna.

[3:10]Tum dono mein se koi ek to jhooth bol raha hai. Ye hamari hint use ki. Sab ke sab itne. Killu Kaliya. Han. Wo jo chutkula tumne inko sunaya tha wo sunao. Arre bahut mast tha. To sunao Prabhu. Dekho, ek batakh thi, ek bacteria tha. Bacteria batakh se bola humko karni tumse shadi. Batakh boli mera papa manenge nahi. Bacteria bola hum baat karenge unse hum darte hai kya? Hum darte hai? Hum darte hai? Hat! Hum darte hai? To batakh ne kaha nahi darte hai to aana kal ghar. Bacteria apne poore pariwar ke sath batakh ke ghar gaya. Batakh ke papa Ramdev ke bhakt. Wo kar rahe anulom vilom. Aisi saans kheenchan aisi saans kheenchan aisi saans kheenchan ki bacteria with family unke andar chala gaya. Wah bhai Killu Kaliya wah. Tumse bada comedian aj tak paida nahi hua, maja dila diyo. Lekin ye log to has nahi rahe. Arre, ye log bhaad me jaaye yaar. Ye chutkula tha.

[4:33]Pata nahi ka likha karte ek ek ghanta tak.

[4:38]Ek batakh thi. Ek bacteria tha.

[4:46]E ka likh ke ka kar liyo. Achcha likho gussa ho na. Copy bhar gai. To. Arre to toka na na copy le ke aao. Paisa lao to ka copy free mein mili. Bilkul bhikhari hi baithe ho kya? Ekko paisa nahi dem na. Haa toh hai to sab tumhare liye hai. Paisa rupaiya wala vyavahar nahi. Le lo, maro ja. Hamaar commission. Commission. Kaahe commission. Utte door jayenge to chalenge nahi kya? Hamar paim pahaiya thodi lage. Pagal wali gumtes le ke aana hai. Haan toh bagal wali gumti me jaye na ud ke chale jayenge kya. Arre yaar le lena. Lao bhai hum bhi pooch le kuchh gawah se. Ye bahut de khali khawa. Nahi tum chutkula sunao hasao. Ab yaha chutkula sunne aate. Aur kya karne aate ho. Kala lobaar pehen ke yaha pocha jhadu lagane nahi aate. Wakili giri karne aate hai wahi kar rahe hai. Wakili giri karne aate hai. Ae. Haan toh bhai gajak patti wale. Aur batao. Aur sab thik hai bhaiya tum batao. Hamar ab thik hai. Ye batao ye tilakhdhari peeta ja raha tha, toh kaisa lag raha tha. Bahut achcha lag raha tha. Kaye. Arre bas aise hi poochha maje lene ke liye. Ye bakloli karne gaye waha bhi tum. Arre suno do minute ruko. Ye batao. Ye jab inko peet rahe the. Toh kitna peeta. Kaha kaha mara. Dekho bhaiya sahi batae na toh do teen jhapad to aankho se dekha. Baaki jab zyada badi to hum bhaiya bhag ke aa gaye humpe na pade lage. Point to be noted, my lord. Point to be noted, my lord. Isme aisa kaun sa point hai jo note karne wala hai bhai. Humari pitai hui hai, ye note karne wala hai. Copy mangaya hoon. Copy aa rahi hai. Aa jayegi. Kar lenge note. Aur abhi nahi copy aa gai. Ye kya hai. Copy. Copy hai ki phone number likhne wali diary hai. Isse aur chhoti copy nahi mili thi laane ke liye. Raseed le aate. Usme kaat kaat faisla suna dete. Raseed me aa payega faltu ki baat karte ho. Arre idhar dikhao. Dekh liyo, tarjao dekh ke tum bhi. Humne ₹50 diye the. Ye ₹50 mili. ₹50 ki nahi ₹2 ki hai. Baaki paisa. Dekho. 35 ko gai chidiya. Chidiya. Kaun chidiya. Badminton wali chidiya, wo kaun chidiya. Humne tumko badminton wali chidiya laane ko bheja tha ki copy laane ko bheja tha. Commission mila ae. Baaki ke ₹13. Samosa gudiya kha dala. Wah. Hamari copy, ye samosa, gudiya, chidiya, jitne paise bache, usme zalae gai ya. ₹50 diya tha copy laane ko, copy ki bitiya la ke rakh di hai mere samne. Phir isko na. Wapas kar kya. Hat, wapas kar kya. Wapas karne nahi jayenge humari beizzati hoti. Haan. Seedhe chale jao nahi pet me bhok denge toh. Jaa rahe hai. Ae bhaiya. Kya. Ye ₹10 liye jao, do tumaako ki pudiya dete hai na. Na na machcha. Manga le o. Kaahe nahi. Manga le o. Manga le o. Manga le o. Patthar pade. Dekho khopdi fati ki bachi. Bach gayi wo gaddidar baal hai na. Tamaako. Tamaako ruko beta, ruko. Idhar se kaye ja rahe. Meiz se chadh ke nikal jao upar. Arre budhha gaye bhai.

[8:58]Gaddidar baal the to bach gaye. Nahi to. Kya kar le. Kya kar le? Ghutva de baal. Ghutvane galti na kar dena nahi agli baar kadduwa foot jay hai.

[10:15]Ye sahi bola. Ye dalit is nateeje pe pahuchi hai ki. Pehli baat to ye bilkul gavaro wala ghatia case hai. Teen saal se chala rahe adalat ka time waste karo. Sharm nahi aati badtameez kahi ka killu. Tum humse kahe khede to humesha. Tum faisla sunao. Faisla bas ye hai jitne chata ghonsa tippi inhone mari thi tumko. Tum utho inke jadte ho, balance kar lo, baat barabar kar lo, kaam khatam. Ye faisla hume nahi manzur. To kya chahte ho tum. Faasi do inko. Faasi. Do teen jhapada mar diye toh faasi. Aur nahi toh kya. Faasi nahi abai tumka kaduva mili. Kisko milega kadduwa. Aur kiska footega kadduwa. Abhi hum batate. Thanks for watching. Subscribe Make Joke of for more.

Need another transcript?

Paste any YouTube URL to get a clean transcript in seconds.

Get a Transcript