[0:01]bhiya bhaiya utho me raste se aa rahi thi tabhi mukhiya ke dono beto ne mujhe rok liya
[0:05]unhone mujhe chheda mera dupatta kheench liya main kisi tarah wahan se bhag kar aayi hu bhaiya
[0:09]Main ab un dono ko nahi chhodunga.
[0:13]Tum dono ki himmat kaise hui meri behen ko chhedne ki. Ab tum dono ko mujhse koi bacha nahi sakta.
[0:16]are dekho isse ye hume darane aaya hai isse ye nahi pata ki ye ab chalkar apne ghar ko nahi ja payega.
[0:23]Ab bahut ho gaya, main tumhe zinda nahi chhodunga.
[0:28]Dosto please like subscribe karke mere bhai ko taakat do, taaki wo dono badmashon ko sabak sikha paye.
[0:44]Abbe ye mukhia apne dono beto ko acchi parvarish de. Agli baar agar kisi bhi ladki ko chheda to in dono ka naam nishan mita dunga.
[0:51]Behan sun, kabhi bhi agar koi pareshani saamne aa jaye tab darna nahi, upar wale ko yaad karna.



