[0:02]Tum dono mein se joota achchi tarah polish karna kisko aata hai?
[0:08]Mujhe nahi aata. Isko bahut achchi tarah aata hai. Master hai, master. Tera naam kya hai? Badia. Kya? Dandia? Badia, Badia. Achha Dandia. Dandia dekh pehle tu jootha polish karna seekh. Nathul is ghar ke saare joote laake isko dedo. Chal mochi.
[0:31]Itne saare jute agar main footpath pe polish karta to itni kamaai hoti ke ek hafte ke andar main ek naav khareed leta. Ye lo. Ye thode se aur puraane joote hain. Inpar haath saaf karke achche se polish karna seekho. Aur naye bhi denge. Aur kuch joote pairon ke saath chal kar bahar gaye hain. Jaise wapas aa jayenge wo bhi denge. Abe Gadha, tu kya Collector banne wala hai jo saala baitha baitha padhai kare. Kuch kaam kar. Nahi, nahi, nahi. Aisa nahi chalega. Jisko jo kaam diya hai usko khud hi karna padega. Aur woh bhi diye hue waqt par nahi toh kutte ke patte ke saath yaha par pitaayi hoti hai. Achcha! Ye majaal. Ab toh ab toh waqt ke andar kaam karke dikhata hoon. Fatafat ye kaam khatam karoge toh turant dusra kaam dunga. Main koi bottle se nikla hua bhoot hoon ki ek ke baad ek kaam dete jaa rahe ho? Achha ye batao tum dono mein se achchi tarah kapde dhona kisko aata hai? Ek aur kaam. Ye toh main hargiz nahi karunga.
[1:35]Main bahut achchi tarike se kapde dhota hoon. Isko bilkul nahi aata. Main isko bilkul sikha dunga. Nahi, nahi. Kapde mehange hain. Jo nahi jaanta woh dhoyega toh kapde phat jayenge. Toh. Yeh kaam toh tumko hi karna padega. Pehle khaskhas. Khaskhas ke mar jaayega ek din.
[1:57]Dhobi ghat kidhar hai?
[2:14]Ek baat batao yahan ke logo ne pichle do saal se kapde nahi dhoye kya? Faltu baaton mein waqt barbad mat karo. Baaki log bhi apne kapde laa rahe hain. Haan haan laane do, laane do. Pure ghar ke kapde laane do. Aur padoson se bhi puchlo unke kapde, unko bhi laane do. Ye sasta aur achha sabun hai isliye itni mazdoori karwa rahe ho.



