[0:01]Zara sambhal kar kariye, gairo se hamari burai. Aap jinhe ja kar batate hai.
[0:08]wo humein aakar batate hai.
[0:13]Der se safalta mil rahi hai to udas na ho. Kyunki chote ghar jaldi ban jate hai.
[0:19]Lekin Mahal banne mein samay lagta hai.
[0:25]Abhi tumhare sangharsh ka samay hai. Abhi tumhe khamosh rehna hai.
[0:30]Tumhare liye sab kuch sambhav hai. Yeh tumhe safalta ke baad kehna hai.
[0:38]Aaj paisa hai to aap mehfil ki jaan hai. Varna apno ke liye bhi anjan hai.



