[0:00]Ek martaba Hazrat Musa Alaihi Salam ne Allah se sawal kiya ke ae Maula kya tu bhi sota hai? Aur agar sota hai to kab sota hai? Allah ne farmaya ki ae Musa ek pyala pani lao. Musa Alaihi Salam pyale mein pani la kar fir hazir hue. Allah ne Hazrat Musa par neend ka galaba tari kar diya. Jisse Hazrat Musa Alaihi Salam ko neend aa gayi. Aur pyale ka sara pani gir gaya. Allah ne farmaya ki ae Musa tumne pani kyu gira diya? Aap ne arz kiya Maula mujhe neend aa gayi thi. To Allah ne farmaya ki ae Musa isi tarah agar mujhe bhi neend aati. To mere sone ke baad duniya ka sara nizam kharab ho jata sab kuch barbad ho jata. Beshak Allah ko neend kabhi nahi aati. Aur agar aap bhi mante hain to subscribe zarur se karein.

ek marva Hazrat Musa Allah se sawal Kiya lakhon poochha tu bhi sota hai nahin no
Md Samiul Bhai
42s145 words~1 min read
Auto-Generated
Watch on YouTube
Share
MORE TRANSCRIPTS


