[0:00]Ramayan ye kehti hai ki Lanka dakshin disha mein Bharat ya us samay ka jo main aaryaarth hai usse 100 yojan dur samudra mein ek tapu hai.
[0:08]It is roughly 1300 kilometres. Setu jo bana hai wo 100 yojan lamba setu bandha jata hai.
[0:14]To iska matlab wo 100 yojan duri pe ho gaya, par aapko kya lagta hai setu kahan se bana?
[0:19]Rameshwaram se ki Rameshwaram aap jaiye uske aage Dhanushkodi hai. Dhanushkodi se Lanka tak ka setu jo NASA ki photo bhi badi viral hoti hai.
[0:26]Ab wo to 100 yojan hai nahi. Hmm. Archaeologist ke sath jo debate karte hai wo kehte hai ki 100 yojan to distance hai hi nahi hai.
[0:32]Ramayan kehti hai 100 yojan hai iska matlab ye wo Lanka nahi hai.
[0:36]Ek jagah ka naam bata raha hu Setu Karai. Setu Karai ka matlab hota hai Setu ka starting point.
[0:43]Jahan se setu banana start hua. Setu Karai se agar aap Lanka ka distance dekhenge to wo baithta hai 100 yojan.



